tamraiz_teji (29 posts so far) | | NA DIL KO LAGATEY NA HERAN HOTEY
KASH KE HUM MUHABAT SE ANJAN HOTEY
FARIYAD KIA KAREY HUM KISEY SASTAAN SUNAEY
HUM DIL SE JISEY CHAHEY USEY KESY BOOL JAIN |
| | |
tamraiz_teji (29 posts so far) | | JANAM TERY LIEY RAAT DIN ARMAAN MACHL MACHALTEY HAIN
YADOO MAIN TERY HUM O SANAM KARWAT BADL BADLTEY HAIN
BEY SAHARA THAAM LEY TU
GIR NA GAYEN PYAAR DEY TU
CHAHAT MAIN TERY BEY TAAB HUM JANEY JAA TARAS TARASTEY HAIN
SOEY ARMAA JAGEY JAGEYJANEY KIA HOO AGEY AGEY
TEREY BIN HUR PAL MEREY NENA JANEY JAA BARAS BARASTEY HAIN
JANAM TERY LIEY RAAT DIN ARMAAN MACHL MACHALTEY HAIN
YADOO MAIN TERY HUM O SANAM KARWAT BADL BADLTEY HAIN
|
| | |
tamraiz_teji (29 posts so far) | | *DIL*
HUR PAL MUGH KO TARPATA HA MUGEY SARII RAAT JAGATA HA
ISS BAAT KI SANAM KO KHBAR NAHI KEH YEH SIRF TUM HII PAR MARTA HA
MERA DIL BII KITNA PAGAL HA YEH PYAAR JOO TUM SEY KARTA HA
PAR SAMNEY TUM JAB ATEY HO KUCH BII KEHNEY SEY DARTA HA |
| | |
tamraiz_teji (29 posts so far) | | Yeh baat nahi aaj ke
Bohat dino ke baat hay
Bahaar par bahaar thi
Fiza bhe khushgawaar thi
Najanay kiun machal para
Main apnay ghar say chal para
Kise nay mujh ko rok ker
Bari ada say tok ker
kaha key Lot aao
Meri kasam naa jao
meri kasam naa jao
Magar mujha khabar naa thi
Mahol par nazir naa thi
Najanay kiun machal para
Ma apna ghar say chal para
Main shehar main phir aa gaya
Khayal tha k paa gaya
Ussay jo mujh say door thi
Mager meri zaroor thi
Aur aik haseen sham ko
Main chal para sallam ko
Gali ka rang dekh ker
Nai tarang dekh ker
Mujhy bari khushi hui
Main kuch issi khushi main tha
Kise nay rok ker kaha
Paraye ghar say jao
Meri kasam na aao
Wohi haseen sham hay
Bahar jiss ka naam hay
Chala hoon ghar ko chor kar
Najanay jaoun gaa kidhar
Koi nahi jo rok ker
koi nahi jo tok kar
Kahay key Lot aao
Meri kasam na jao
Meri kasam naa jao
|
| | |
tamraiz_teji (29 posts so far) | | Unki Hasti say hain daaim ye kaainaat main rang
Phool patthay ye shafaq aur jamadaat main rang
Ittibaa aap ki, Allah ki ataat hay
Rehmat-e-dojahaan hain apki har baat main rang
Bakhuda unkay tasawwur say haqeeqi hay Namaz
Istarha unkay takhayyul say ibaadaat main rang
Shab-e-Mairaj main milna wo khuda say unka
Mawara aql say hay aisi mulaqaat main rang
Unki yadon say hay roshan meri dunya Kamran
Hay karam unka to kuch meri bhi is Naat main rang
Ki Muhammad say wafa toonay to ham teray hain
Ye jahan cheez hay kia loh-o-qalam teray hain
|